Roman script
mujhe jeena hai, mujhe jeena hai mujhe jeena hai tere ishq mein jab ishq ki kaliyan khilti hain saanson mein khushbu basti hai jab ishq ki boondein girti hain roohon ko thandak milti hai yeh ishq khuda ki nemat hai yeh ishq khuda ki rehmat hai ab ishq ka rutba rab jaane yeh ishq to sabki fitrat hai mujhe jeena hai, mujhe jeena hai mujhe jeena hai tere ishq mein mujhe jeena hai, mujhe jeena hai mujhe jeena hai tere ishq mein mohabbat ko mohabbat se agar mohabbat ki jaaye to duniya chhod ke saari mohabbat daudi aa jaaye mohabbat ko mohabbat se agar mohabbat ki jaaye to duniya chhod ke saari mohabbat daudi aa jaaye mohabbat reh nahi sakti mohabbat se juda hoke mohabbat ko mitaane ki na ab koi kasam khaaye mujhe jeena hai, mujhe jeena hai mujhe jeena hai tere ishq mein mujhe jeena hai, mujhe jeena hai mujhe jeena hai tere ishq mein mujhe jeena hai tere ishq mein.
Song details
- Singer: Ali Aslam
- Singer: Aayushi Shah
- Film / album: Chinar Daastaan-e-ishq (2015)
- Composer: Salim Sen
- Lyricist: Jamil Ahmed
- Actor: Faisal Khan
- Actor: Inayat Sharma
- Actor: Dalip Tahil
- Actor: Pramod Mautho
- Actor: Shahbaz Khan
Song video
singer: Ali Aslam, Aayushi Shah
actor: Faisal Khan, Inayat Sharma