Roman script

mujhe jab jab bahaaro ka jamaana yaad aayega

kahi apna bhi tha ek aashiyaana yaad aayega

kal chaman tha aaj ek sehra huwa

dekhate hi dekhate yeh kya huwa

kal chaman tha aaj ek sehra huwa

dekhate hi dekhate yeh kya huwa, kal chaman tha

mujhko barbaadi ka koyi ghum nahi

mujhko barbaadi ka koyi ghum nahi

ghum hai barbaadi kyun charcha huwa

kal chaman tha aaj ek sehra huwa

dekhate hi dekhate yeh kya huwa, kal chaman tha

ek chhota sa tha mera aashiyaa

ek chhota sa tha mera aashiyaa

aaj tinake se alag tinaka huwa

kal chaman tha aaj ek sehra huwa

dekhate hi dekhate yeh kya huwa, kal chaman tha

sochata hu apne ghar ko dekhkar

sochata hu apne ghar ko dekhkar

ho na ho yeh hai mera dekha huwa

kal chaman tha aaj ek sehra huwa

dekhate hi dekhate yeh kya huwa, kal chaman tha

dekhne waalo ne dekha hai dhunwa

dekhne waalo ne dekha hai dhunwa

kisne dekha dil mera jalta huwa

kal chaman tha aaj ek sehra huwa

dekhate hi dekhate yeh kya huwa, kal chaman tha

Explore this song