Roman script

ishk hai pooja ishk ibadat ishk se bathkar duniya kya hai 

ishk se ucha koi na majahab ishk khudai ishk khuda hai 

mujhe ishk ka rog laga hai mujhe ishk ka rog laga hai 

rom rom me yar basa hai 

rabba meri khair kari ho rabba meri khair kari 

mujhe ishk ka rog laga hai mujhe ishk ka rog laga hai 

mera yar hi mera khuda hai 

rabba meri khair kari rabba meri khair kari 

mai kya janu duniyadari mujhe ishk ki lagi bimari 

yar ke pahlu me dekhi hai jannat sari duniya sari 

ho mai kya janu duniyadari mujhe ishk ki lagi bimari 

yar ke pahlu me dekhi hai jannat sari duniya sari 

maine yar me rab dekha hai maine yar me rab dekha hai 

kya aisa sabko hota hai rabba meri khair kari 

rabba meri khair kari 

mai kya janu mahal choubare ye mere kis kaam ke sare 

yar bina ye duniya kya hai kya duniya ke chand sitare 

ho mai kya janu mahal choubare ye mere kis kaam ke sare 

yar bina ye duniya kya hai kya duniya ke chand sitare 

dil me uska naam likha dil me uska naam likha 

darpan me uska chehara hai rabba meri khair kari 

rabba meri khair kari mujhe ishk ka rog laga hai 

mujhe ishk ka rog laga hai mera yar hi mera khuda hai 

rabba meri khair kari rabba meri khair kari

Explore this song