Roman script

mujhe gussa dikhaya jaa raha hai

mujhe gussa dikhaya jaa raha hai

tabasum ko chabaya jaa raha hai

mujhe gussa dikhaya jaa raha hai

wahi tak aabrue jabt-e-gham hai

wahi tak aabrue jabt-e-gham hai

jahan tak muskuraya jaa raha hai

mujhe gussa dikhaya jaa raha hai

tabasum ko chabaya jaa raha hai

mujhe gussa dikhaya jaa raha hai

do aalam maine chhode, jiski khaatir

do aalam maine chhode, jiski khaatir

wahi daman chhudaya jaa raha hai

mujhe gussa dikhaya jaa raha hai

tabasum ko chabaya jaa raha hai

mujhe gussa dikhaya jaa raha hai

kareeb aane me hai unko takalluf

kareeb aane me hai unko takalluf

wahin se wo muskuraya jaa raha hai

mujhe gussa dikhaya jaa raha hai

tabasum ko chabaya jaa raha hai

mujhe gussa dikhaya jaa raha hai

Explore this song