Roman script

mujhe apna yar bana lo phir ho jau sansar ka

are aajama ke dekho dil kaisa hai dildar ka

jin rasto se nikalu ek dhum si macha du

jin mahafilo me jau wo mehfile saja du

jin rasto se nikalu ek dhum si macha du

jin mahafilo me jau wo mehfile saja du

mai rahi hu albela aur pyasa hu didar ka

mujhe apna yar bana lo phir ho jau sansar ka

are aajama ke dekho dil kaisa hai dildar ka

mai kya karu ke jalim surat hi aisi payi

dil mera aaina hai dil me nahi burayi

mere dil ko dil me le lo hai hira aitabar ka

mujhe apna yar bana lo phir ho jau sansar ka

are aajama ke dekho dil kaisa hai dildar ka

Explore this song