Roman script

door har agan nach karti hain

rooh mein dhal ke rabs karti hain

main se aata hain khubiyan kar nikhaar

main to tehzeeb sqas karti hain

aklmat ko bawaar main noshi

teer magar kis kadar ke mast na ho

aadami ka ab khaana dil peekar

hosh ke warkade se ast na ho

mujh jaisa kaun sharabi

mujh jaisa kaun sharabi

meri adda juda hain sabse

mujh jaisa kaun sharabi

meri adda juda hain sabse

mera nasha galat nahi hain

mera nasha juda hain sabse

mera nasha juda hain sabse

mujh jaisa kaun sharabi

meri adda juda hain sabse

ek roj khula darwaza

aur daulat ghar mein aayi

ek roj khula darwaza

aur daulat ghar mein aayi

mera hosh laga tharrane

yun usne aankh milaayi

mere dil ne kahan sun pagale

mere dil ne kahan sun pagale

te aehade wafa do din ka

ye aehade wafa do din ka

daulat ki hakikat kyaa hain

daulat ki hakikat kyaa hain

daulat ka nasha do din ka

mujh jaisa kaun sharabi

meri adda juda hain sabse

daulat ko jab kiya baahar

phir sohrat ghar mein aayi

daulat ko jab kiya baahar

phir sohrat ghar mein aayi

main jhoom utha masti mein

lee usne yun angadaai

mere dil ne kahana sun pyaare

mere dil ne kahana sun pyaare

ye saara maza do din ka

ye saara maza do din ka

sohrat ki hakikat kyaa hain

sohrat ki hakikat kyaa hain

sohrat ka nasha do din ka

mujh jaisa kaun sharabi

meri adda juda hain sabse

ek roj mili raste mein taaqat ki raaj kumaari

ek roj mili raste mein taaqat ki raaj kumaari

boli ke charan chhu mere aur jeet le duniya saari

mere dil ne kahan sun baba

mere dil ne kahan sun baba

ye saara silla do din ka

ye saara silla do din ka

taaqat ki hakikat kyaa hain

taaqat ki hakikat kyaa hain

taaqat ka nasha do din ka

mujh jaisa kaun sharabi

meri adda juda hain sabse

jogi bhesh badal kar dil ek din ghar mein aaya

jogi bhesh badal kar dil ek din ghar mein aaya

samjha na saki jo duniya

woh usne mujhe samjhaya

daulat ik ret ka ghar hain

sohrat ka mehel bhi kachcha

sohrat ka mehel bhi kachcha

insaan ka pyaar ho jis mein

insaan ka pyaar ho jis mein

bas wohi nasha hain sachcha

insaan ka pyaar ho jis mein

bas wohi nasha hain sachcha

mera nasha galat nahi hain

mera nasha juda hain sabse

mera nasha juda hain sabse

mujh jaisa kaun sharabi

meri adda juda hain sabse

Explore this song