Roman script

mohabbat rang layegi janab aahista aahista
ke jaise rang lati hai sharab aahista aahista
mohabbat rang layegi 
abhi to tum jhijhakte ho abhi to tum simatte ho
abhi to tum jhijhakte ho abhi to tum simatte ho
ke jate jate jayega hizab aahista aahista
hizab apno se hota hai nahi hota hai gairo se
koi hi baat banti hai janab aahista aahista
mohabbat rang layegi 
abhi kamsin ho kya jano mohabbat kisko kahte hai
abhi kamsin ho kya jano mohabbat kisko kahte hai
bahare tum pe layengi sabab aahishta aahishta
bahar aa chuki hum par jarurat bakhuda ki hai
tumhare sawal ka dungi jawab aahista aahista
mohabbat rang layegi janab aahista aahista
ke jaise rang lati hai sharab aahista aahista
mohabbat rang layegi

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Mohammed Rafi, Chandrani Mukherjee