Roman script

mohabbat ne kya kya tamaashe dikhaye

jise dil bhulaaye wahi yaad aaye

wahi yaad aaye

mohabbat ne kya kya tamaashe dikhaye

jise dil bhulaaye wahi yaad aaye

wahi yaad aaye

idhar yaad teri udhar hai jamana

udhar hai jamana

idhar yaad teri udhar hai jamana

udhar hai jamana

bata janewale, bata janewale

kidhar koi jaye

jise dil bhulaaye wahi yaad aaye

wahi yaad aaye

jo puchhu mai dil se to dil mujhse puchhe

dil mujhse puchhe

jo puchhu mai dil se to dil mujhse puchhe

dil mujhse puchhe

ye kya ho gaya, ye kya ho gaya

aaj baithe bithaye

jise dil bhulaaye wahi yaad aaye

wahi yaad aaye

mohabbat ne kya kya tamaashe dikhaye

jise dil bhulaaye wahi yaad aaye

wahi yaad aaye

Explore this song