Roman script

mohabbat jisko kahte hain wo ek dhadkan purani hai

ye kissa har najar ka hai ye har dil ki kahani hai

mohabbat jisko kahte hain

kabhi to ye garibo ke bhi sar pe taaj dharti hai

kabhi ye baadshaho ke dilo pe raaj karti hai

dilo pe raaj karti hai

isi ke dam pe duniya hai isi se jindgani hai

isi ke dam pe duniya hai isi se jindgani hai

mohabbat jisko kahte hain

kabhi ye ek bijali hai kabhi shabnam ka moti hai

kabhi hontho pe hasti hai kabhi aankho me roti hai

kabhi aankho me roti hai

kabhi ye aag shola hai kabhi ye aag pani hai

kabhi ye aag shola hai kabhi ye aag pani hai

mohabbat jisko kahte hain wo ek dhadkan purani hai

ye kissa har najar ka hai ye har dil ki kahani hai

mohabbat jisko kahte hain

Explore this song