Roman script

mubarak ho mohabbat gungunati hain 
tumhara dil dhadkata hain
mujhe awaaj aati hain, mujhe awaaj aati hain
he he he he 
mubarak ho mubarak ho, mohabbat gungunati hain 
tumhara dil dhadkata hain, mujhe awaaj aati hain
mubarak ho mubarak ho, mujhe awaaj aati hain
tumhara dil dhadkata hain, mujhe awaaj aati hain
he he eh aha aha ha ha 
tujhe main kay bataau in dino, jo haalte dil hain 
tujhe paana bhi muskil hain, bhula dena bhi muskil hain 
bata mujhko main is diwaane dil ko kaise samjhau
bahut chaha teri ulfat ki duniya se nikal jaau 
teri duniya se nikal jaau 
magar ye zindagi hardam teri yaade dilati hain 
tumhara dil dhadkata hai, mujhe awaaj aati hain
mujhe awaaj aati hain 
he he he aha aha aha ha ha 
khusi ki aarju me gam ki saugate mili mujhko 
hansi ki chah me ashko ki, barsaate mili mujhko 
jigar jakhmi hain mera dil, mere gam ka nishana hain 
mohabbat kya wafa kya, cheej hain ab maine jaana hain
ha ab maine ye jaana hain 
meri aankho se tum bin, nind aakar laut jaati hain
tumhara dil dhadakta hain, mujhe awaaj aati hain
he he he aha aha ha ha 
mubarak ho mubarak ho, mohabbat gungunati hain 
tumhara dil dhadkata hain, mujhe awaaj aati hain
mubarak ho mubarak ho, mujhe awaaj aati hain
tumhara dil dhadkata hain, mujhe awaaj aati hain
he he he aha aha ha ha 
aa aa aa aa aa

Song details

Song video

Watch on YouTube