Roman script

mausam beiiman sa lag raha hai

toofan aayega koi

mahak kar hawaon mein

bahka hua sa armaan aayega koi

haan toofan aayega koi

kiski aahat hai ye sach bata

ae ghata ae ghata ae ghata

ae ghata ae ghata ae ghata

baarish ne badal se 

baarish ne badal se

mashvara aaj kya kar liya

ae ghata ae ghata ae ghata

ae ghata ae ghata ae ghata

sawan ke daman mein

sawan ke daman mein

kya chhupa hai tujhe hai pata

ae ghata ae ghata ae ghata

ae ghata ae ghata ae ghata

ae ghata ae ghata ae ghata.

Explore this song