Roman script

mori chham-chham baje payaliya

mori chham-chham baje payaliya

aaj mile hai more sanwariya

aaj mile hai more sanwariya

mori chham-chham baje payaliya

mori chham-chham baje payaliya

badi muddat me dil ke sahare mile

aaj dube huo ko kinare mile

badi muddat me dil ke sahare mile

aaj dube huo ko kinare mile

kabhi muskaye mann, kabhi sharmaye mann

kabhi naino ki chhalake gagariya

mori chham-chham baje payaliya

mori chham-chham baje payaliya

chand-taaro ke gehne pehna do mujhe 

koyi aa ke dulhaniya bana do mujhe

chand-taaro ke gehne pehna do mujhe 

koyi aa ke dulhaniya bana do mujhe

nahi bas me jiya, kaisa jadu kiya

piya aaj hui re mai toh bawariya

mori chham-chham baje payaliya

mori chham-chham baje payaliya

aaj mile hai more sanwariya

mori chham-chham baje payaliya

mori chham-chham baje payaliya

Explore this song