Roman script

more rasiya sajan ghar aaja 

aaja radha ke mohan ghar aaja 

more rasiya sajan ghar aaja 

aaja radha ke mohan ghar aaja 

more naina taras rahe sawariya 

aake ek pal tu mukhada dikha ja 

more rasiya sajan ghar aaja 

aaja radha ke mohan ghar aaja 

bairan ho gayi hamari to nindiya 

bairan ho gayi hamari to nindiya 

mathe pe tore bin chamake na bindiya 

bairan ho gayi hamari to nindiya 

mathe pe tore bin chamake na bindiya 

jiyara na mane tu hi samjha ja 

jiyara na mane tu hi samjha ja 

more mathe pe bindiya saja ja 

more rasiya sajan ghar aaja 

aaja radha ke mohan ghar aaja 

baithi hun kab se aas laga ke 

baithi hun kab se aas laga ke 

raahon mein 

main to ankhiyan bichha ke 

baithi hun kab se aas laga ke 

raahon mein teri 

main to ankhiyan bichha ke 

sapano mein aake murali suna ja 

sapano mein aake murali suna ja 

mori soi payaliya jaga ja 

more rasiya sajan ghar aaja 

aaja radha ke mohan ghar aaja 

more naina taras rahe sawariya 

aake ek pal tu mukhada dikha ja 

more rasiya sajan ghar aaja 

aaja radha ke mohan ghar aaja

Explore this song