Roman script

more raja ho 

more raja ho le chal nadiya ke paar

more raja ho le chal nadiya ke paar

mori rani ho tumhi mori pran aadhar

mori rani ho tumhi mori pran aadhar

tumne aisha jadu dala bik gayi tere hath

tumne aisha jadu dala bik gayi tere hath

janam janam tak sang rahungi 

janam janam tak sang rahungi kabhi na chhod u sath

more raja ho humko to devo na bisar

mori rani ho tumhi meri pran aadhar

more raja ho le chal nadiya ke paar

mori rani ho tumhi mori pran aadhar

pyar ki mithi baato me sajanva mai gayi har 

pyar ki mithi baato me sajanva mai gayi har

pyari teri aankho me mai 

pyari teri aankho me mai bhul gaya sansar

meri aankhon me jhuki hai surtiya tuhar 

meri sanso me gunje naam tohar 

more raja ho le chal nadiya ke par

mori rani ho tumhi mori pyan aadhar

mai to prit nibhau balma, tum bhi prit nibhana 

mai to prit nibhau balma, tum bhi prit nibhana 

sath hi ham tum dono 

sath hi ham tum dono gaye mast tarana

more raja ho le chal nadiya ke par 

mori rani ho tumhi mori pran aadhar ho o ho

Explore this song