Roman script

aaya tha yaha main nach nach ke dikhane 

aaya tha yaha main nach nach ke dikhane 

gane bajane yara hasne hasane 

kudi aankh na milai mainu dekh ghabarai

haye haye re nahiba kyu khilaf ho gya

chhaddo ji chhaddo ji chhaddo ji

chhaddo ji mood off ho gya 

aaya tha yaha main nach nach ke dikhane 

gane bajane yara hasne hasane 

kudi aankh na milai mainu dekh ghabarai

haye haye re nahiba kyu khilaf ho gya

chhaddo ji chhaddo ji chhaddo ji

chhaddo ji mood off ho gya 

ghunghat wali gori ghunghata hataye na

chanda ke jaisa pyara mukhda dikhaye na

palke jhuka ke diljani sharmaye na

danto mein ungali daba ke muskaye na

khwab dekha tha jo jal ke khak ho gya 

chhaddo ji chhaddo ji chhaddo ji

chhaddo ji mood off ho gya 

aaya tha yaha main nach nach ke dikhane 

gane bajane yara hasne hasane 

kudi aankh na milai mainu dekh ghabarai

haye haye re nahiba kyu khilaf ho gya

chhaddo ji chhaddo ji chhaddo ji

chhaddo ji mood off ho gya 

chhaddo ji chhaddo ji chhaddo ji

chhaddo ji mood off ho gya 

majnu laila ko leke baitha tha ped ke niche

pyar ka koi dushman pada gya un dono ke piche

laila gusse mein ye boli 

off ho gya mood off ho gya

dekho dekho mood off ho gya

off ho gya mood off ho gya

dekho dekho mood off ho gya

upar wale ne bhi jodi kya banai hai 

lakho ki dulhan kodi ka jamai hai 

shadi ajubi hai ye jashn nirala hai 

mujhko lage hai yaro kuch to ghotala hai 

ye to shadi na hui koi majak ho gya 

chhaddo ji chhaddo ji chhaddo ji

chhaddo ji mood off ho gya 

chhaddo ji chhaddo ji chhaddo ji

chhaddo ji mood off ho gya 

kaha hir ne ranjhe se tum kar lo mahobbat jaldi 

ranjhe ne to bato bato mein fir sham kar di

sham ko thak ke fir hir boli 

off ho gya mood off ho gya

dekho dekho mood off ho gya

off ho gya mood off ho gya

dekho dekho mood off ho gya

off ho gya mood off ho gya

dekho dekho mood off ho gya

apno ki najro mein ab main baigana hu

are jane do mera kya main to diwana hu

unki khushi hai mere liye to blaye hai 

aankho mein aansu mere dil mein duaye hai 

ho dekho dekho jara kaisa insaf ho gya

chhaddo ji chhaddo ji chhaddo ji

chhaddo ji mood off ho gya 

chhaddo ji chhaddo ji chhaddo ji

chhaddo ji mood off ho gya 

aaya tha yaha main nach nach ke dikhane 

gane bajane yara hasne hasane 

kudi aankh na milai mainu dekh ghabarai

haye haye re nahiba kyu khilaf ho gya

chhaddo ji chhaddo ji chhaddo ji

chhaddo ji mood off ho gya 

off ho gya mood off ho gya

off ho gya mood off ho gya

chhaddo ji chhaddo ji chhaddo ji

chhaddo ji mood off ho gya 

chhaddo ji chhaddo ji chhaddo ji

chhaddo ji mood off ho gya 

chhaddo ji chhaddo ji chhaddo ji

chhaddo ji mood off ho gya

Explore this song