Roman script

mohe maar gayo, mohe maar gayo 

sapne me dank bichhuwa 

mohe maar gayo sapne me dank bichhuwa

tu bujha de tan man ki agan bichhuwa 

tu bujha de tan man ki agan bichhuwa

mohe maar gayo, mohe maar gayo 

sapne me dank bichhuwa haaye haaye 

dhadake mora naram karjwa

dhadake mora naram karjwa  

saas khaaye hichkole 

pal pal dhalke tori chunariya

patali kamariya dole 

tera mukhada jabse dekha bar bar dil bole 

more maathe ki, more maathe ki 

tu hi hai bindiya re rasiya 

more maathe ki tu hi hai bindiya re rasiya 

mohe maar gayo, mohe maar gayo 

sapne me dank bichhuwa 

mohe maar gayo 

sapne me dank bichhuwa haaye haaye 

tere rup ki barkha me man mora khushi se phoola

man mora khushi se phoola

gaalo pe baalo ki badariya dekhke sudbudh bhula 

dekhke bhula

baanhe hai bechain bane kaise saawan ka jhula 

ang ang me, ang ang me 

tarang uthe man basiya 

ang ang me tarang uthe man basiya 

mohe maar gayo, mohe maar gayo 

sapne me dank bichhuwa 

mohe maar gayo 

sapne me dank bichhuwa haaye haaye

Explore this song