Roman script

mohan ki basuriya haye

mohan ki basuriya haye

wo to kar gayi mohe deewani

mohan ki basuriya

naina milake man ko chhina 

kar gaya mushkil mera jina

kar gaya mushkil mera jina

nirmohi se nain laga ke

nirmohi se nain laga ke

kar baithi nadani haye

mohan ki basuriya haye

mohan ki basuriya haye

man par tha nahi jor sakhi ri 

man par tha nahi jor sakhi ri 

lipat gayi main sudh budh kho kar 

lipat gayi main sudh budh kho kar 

lok laaj naa aayi haye

mohan ki basuriya haye

mohan ki basuriya haye

wo to kar gayi mohe deewani

wo to kar gayi mohe deewani

mohan ki basuriya

Explore this song