Roman script

mohabbat pe itni jawani naa hoti

agar tum naa aate, agar tum naa aate

khyaalo ki duniya suhaani naa hoti

agar tum naa aate, agar tum naa aate

ye chahat naa hoti, armaa naa hote

mere dil me khushiyo ke sama naa hote

ye chahat naa hoti, armaa naa hote

mere dil me khushiyo ke sama naa hote

hansi is kadar jindgani naa hoti

agar tum naa aate, agar tum naa aate

mohabbat pe itni jawani naa hoti

agar tum naa aate, agar tum naa aate

ye chup chup najaar ye jhilmil sitaare

bahut dur hai phir bhi lagte hai pyare

ye chup chup najaar ye jhilmil sitaare

bahut dur hai phir bhi lagte hai pyare

labo pe khushi ki kahani naa hoti

agar tum naa aate, agar tum naa aate

mohabbat pe itni jawani naa hoti

agar tum naa aate, agar tum naa aate

Explore this song