Roman script

duniya walo kya batlau

duniya walo kya batlau

kya inam hai mera

mohabbat naam hai mera, wafa paigam hai mera

sufi ho ya sant sabhi ke dil me nur hai mera

dil me nur hai mera, dil me nur hai mera

kya raja kya rank sabhi ka mere dar pe dera

mere dar pe dera, mere dar pe dera

farz kisi par ho

farz kisi par khas nahi hai sab par aam hai mera

mohabbat naam hai mera, wafa paigam hai mera

mohabbat naam hai mera, wafa paigam hai mera

main hu maa ki mithi lori, bahno ka hu pyar

bahno ka hu pyar, bahno ka hu pyar

nayi naveli dulhan bankar banu gale ka haar

banu gale ka haar, banu gale ka haar

mujhko duniya ho

mujhko duniya samajh na payi 

ye iljaam hai mera

mohabbat naam hai mera, wafa paigam hai mera

mohabbat naam hai mera, wafa paigam hai mera

hindu ho wo muslim ho ya sikh ho ya isaai

sikh ho ya isaai, sikh ho ya isaai

mere aage har ek ka hai deen dhram harjai

deen dhram harjai, deen dhram harjai

khun ke rishto

khun ke rishto ko main jodu aisa kaam hai mera

mohabbat naam hai mera, wafa paigam hai mera

mohabbat naam hai mera, wafa paigam hai mera

pyar mohabbat ke badle main hoti hu nilam

hoti hu nilam, hoti hu nilam

jo bhi chahe mujhse bhar le apne dil ka jaam

apne dil ka jaam, apne dil ka jaam

socho mat diwano

socho mat diwano dekho sasta daam hai mera

mohabbat naam hai mera, wafa paigam hai mera

mohabbat naam hai mera, wafa paigam hai mera

roti huyi aankho me sapne bankar main lahrau

bankar main lahrau, bankar main lahrau

nafrat ke andhiyaro me aasha ke dip jalau

aasha ke dip jalau, aasha ke dip jalau

mandir masjid ho

mandir masjid khas nahi hai har ek dhaam hai mera

mohabbat naam hai mera, wafa paigam hai mera

mohabbat naam hai mera, wafa paigam hai mera

duniya walo kya batlau

duniya walo kya batlau

kya inam hai mera

mohabbat naam hai mera, wafa paigam hai mera

mohabbat naam hai mera, wafa paigam hai mera

mohabbat naam hai mera, wafa paigam hai mera

mohabbat naam hai mera, wafa paigam hai mera

Explore this song