Roman script

duniya walo kya batlau 

duniya walo kya batlau kya inaam hai mera 

mohbbat naam hai mera wafaa paigam hai mera 

sufi ho ya sant sabhi ke dil me noor hai mera 

dil me noor hai mera 

dil me noor hai mera 

kya raja kya rank sabhi ka mere dar pe dera 

sabhi ka mere dar pe dera, mere dar pe dera 

farz kisi par ho 

farz kisi par khas nahi hai sab par aam hai mera 

mohbbat naam hai mera wafaa paigam hai mera 

mohbbat naam hai mera wafaa paigam hai mera 

main hu ma ki mithi lori bahno ka hu pyar 

bahno ka hu pyar

bahno ka hu pyar

nayi nabeli dulhan bankar banu gale ka haar 

banu gale ka haar 

banu gale ka haar 

mujhko duniya ho 

mujhko duniya samjh na pai ye ilzaam hai mera 

mohbbat naam hai mera wafaa paigam hai mera 

mohbbat naam hai mera wafaa paigam hai mera 

hindu ho wo muslim ya sikkh ho ya ishaai 

sikkh ho ya ishaai 

sikkh ho ya ishaai 

sikkh ho ya ishaai 

mere aage har ek kya hai deen dharam harzaai 

deen dharam harzaai 

deen dharam harzaai 

tutte risto ko ho 

tutte risto ko main jodu iasa kaam hai mera 

mohbbat naam hai mera wafaa paigam hai mera 

mohbbat naam hai mera wafaa paigam hai mera 

pyar mohbbat ke badal me hoti hu nilaam 

hoti hu nilaam

hoti hu nilaam 

jo bhi chahe mujhse bhar le apne dil ka zaam  

apne dil ka zaam  

apne dil ka zaam  

socho mat diwano ho 

socho mat diwano dekho sasta daam hai mera 

mohbbat naam hai mera wafaa paigam hai mera 

mohbbat naam hai mera wafaa paigam hai mera 

roti hui aankho me sapne bankar main lahrau 

bankar main lahrau 

bankar main lahrau 

nafrat ke andhiyaro me aasha ke deep jalau 

aasha ke deep jalau 

aasha ke deep jalau 

mandir masjid ho 

mandir masjid aas nahi hai har ek dhaam hai mera 

mohbbat naam hai mera wafaa paigam hai mera 

mohbbat naam hai mera wafaa paigam hai mera 

duniya walo kya batlau 

duniya walo kya batlau kya inaam hai mera 

mohbbat naam hai mera wafaa paigam hai mera 

mohbbat naam hai mera wafaa paigam hai mera 

mohbbat naam hai mera wafaa paigam hai mera 

mohbbat naam hai mera wafaa paigam hai mera

Explore this song