Roman script

mohabbat kya hain, jawaani kya hain

meri jaa hota hain kya hota hai ye pyaar

mohabbat kya hain, jawaani kya hain

meri jaa hota hain kya hota hai ye pyaar

dil leke dekho, dekho, dekho 

dil leke dekho ha ha dekho

dil leke dekho mere yaar

dil leke dekho mere yaar

ek nasha ek junu, aaj kal raat din hain

ek nasha ek junu, aaj kal raat din hain

zindagi kuch nahi jaaneman ishq bin hain

main hu teri maan le bekaraari jaan le

tujhko chaahu tujhko maangu baar baar

mohabbat kya hain, jawaani kya hain

meri jaa hota hain kya hota hai ye pyaar

meri jaa hota hain kya hota hai ye pyaar

main teri tu mera, tujhpe hak sirf mera

main teri tu mera, tujhpe hak sirf mera

har khushi chhod du, chhodu naa sang tera

dhadkano mein tu hi tu 

aarju mein tu hi tu 

hain mujhe to sirf tera intezaar

ye paagalpan hain, ye kya uljhan hain

samjh me aaye kuch na aaye mere yaar

haay dil nahin lena, dil na lena

dil nahin dena, dil na dena

jaana ab karunga main naa pyaar

dil leke dekho mere yaar

ha ha dil leke dekho mere yaar

dil leke dekho mere yaar

Explore this song