Roman script

mohabbat ki rasme nibhane se pahle

mohabbat ki rasme nibhane se pahle

jara soch lo kya kahega zamana

jara soch lo kya kahega zamana

hume is zamane ki parwah nahi hai

hume is zamane ki parwah nahi hai

ye dil ho gaya hai tumhara diwana

ye dil ho gaya hai tumhara diwana

karo dur rahkar najar ke ishare

abhi pass itne na aao humare

karo dur rahkar najar ke ishare

abhi pass itne na aao humare

abhi pass itne na aao humare

bigad jayegi baat banne se pahle

bigad jayegi baat banne se pahle

ye duniya bana degi koi fasana

bigad jayegi baat banne se pahle

ye duniya bana degi koi fasana

ye duniya bana degi koi fasana

ye andaz sare jahan se nirale

koi apne dil ko kahan tak sambhale

ye andaz sare jahan se nirale

koi apne dil ko kahan tak sambhale

koi apne dil ko kahan tak sambhale

nigahe milakar tadapta na chhodo

nigahe milakar tadapta na chhodo

marij-e-mohabbat ka kya hai thikana

nigahe milakar tadapta na chhodo

marij-e-mohabbat ka kya hai thikana

marij-e-mohabbat ka kya hai thikana

tumhe chhod de ye to mumkin nahi hai

hume pyar pe apne pura yaki hai

tumhe chhod de ye to mumkin nahi hai

hume pyar pe apne pura yaki hai

hume pyar pe apne pura yaki hai

salamat rahe ye mohabbat humari

salamat rahe ye mohabbat humari

dilo ka ye rishta hai sadiyo purana

dilo ka ye rishta hai sadiyo purana

hume is zamane ki parwah nahi hai

dilo ka ye rishta hai sadiyo purana

dilo ka ye rishta hai sadiyo purana

dilo ka ye rishta hai sadiyo purana

dilo ka ye rishta hai sadiyo purana

Explore this song