Roman script

mohabbat ki nahi jati 

mohabbat ho hi jati hai 

mohabbat ho hi jati hai 

mohabbat ki nahi jati 

mohabbat ho hi jati hai 

mohabbat ho hi jati hai 

nigahen char hote hi 

mohabbat rang lati hai 

mohabbat ho hi jati hai 

mohabbat ki nahi jati 

kabhi arman machlte hai 

kabhi nazre tadpti hai 

mohabbat zindagi me 

ek naya toofan lati hai 

mohabbat ho hi jati hai 

mohabbat ki nahi jati 

patanga si diye ki 

roshni pe jaan deta hai 

kisi ka dil dhadkta hai 

kisi ki jaan jati hai 

mohabbat ho hi jati hai 

mohabbat ki nahi jati 

mohabbat ke marizo ko 

yahi kehte suna hamne 

yahi kehte suna hamne 

mohabbat ki nahi jati 

mohabbat ho hi jati hai

nigahen char hote hi 

mohabbat rang lati hai 

mohabbat ho hi jati hai 

maohabbat ki nahi jati

Explore this song