Roman script

mohabbat ki kitabo me, ye baat likhi hai 

aashiqo ke aage ye sari duniya jhuki hai

har imtiha se aashiq, hans ke guzarte hai 
kab duniya ke sitam ki parwah karte hai

mitane se mohabbat hargiz nahi miti hai
mohabbat ki kitabo me, ye baat likhi hai 
aashiqo ke aage ye sari duniya jhuki hai
mohabbat ki kitabo me, ye baat likhi hai 
jo pyar is jahan me karte hai kisi se 
jaan luta dete hai, chahat me khushi se
jo pyar is jahan me karte hai kisi se 
jaan luta dete hai, chahat me khushi se
sacchi wafa has ke sholo pe chali hai
mohabbat ki kitabo me, ye baat likhi hai 
aashiqo ke aage ye sari duniya jhuki hai
mohabbat ki kitabo me, ye baat likhi hai 
mohabbat ki kitabo me, ye baat likhi hai

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Divya Bharti, Armaan Kohli