Roman script

mohabbat ki khushi do din ki

aur gham jindagi bhar ke

ye jina koi jina hai

jiye jate hai mar mar ke

kabhi khamosh ho jana

kabhi fariyad kar lena magar us bewfa ko

chupke chupke yaad kar lena

ho chupkar yaad kar lena

kabhi khamosh ho jana

kabhi fariyad kar lena magar us bewfa ko

chupke chupke yaad kar lena

ho chupkar yaad kar lena

judai me kisi ki

do hi bate achi lagti hai

judai me kisi ki

do hi bate achi lagti hai

mili rone se jab fursat

mili rone se jab fursat

to unko yaad kar lena

ho chupkar yaad kar lena

kabhi khamosh ho jana

kabhi fariyad kar lena magar us bewfa ko

chupke chupke yaad kar lena

ho chupkar yaad kar lena

mere bichade huye sathi

mujhe barbad rehne de

mere bichade huye sathi

mujhe barbad rehne de

tu apne pyar ki duniya

tu apne pyar ki duniya

kahi aabad kar lena

kahi aabad kar lena

kabhi khamosh ho jana

kabhi fariyad kar lena magar us bewfa ko

chupke chupke yaad kar lena

ho chupkar yaad kar lena

Explore this song