Roman script

mohabbat ki khana, kabhi na mithai

kya samjhe kabhi na khana

mohabbat ki khana

mohabbat ki khana, kabhi na mithai

isi me hai apne

isi me hai apne, jigar ki bhalai

mohabbat ki barfi, jab majnu ne khai

to sari umar usne, ro ro gawai

mithai ne uski

mithai ne uski, tabahi bulayi

mohabbat ki khana

mohabbat ki khana, kabhi na mithai

mohabbat ke laddu

mohabbat ke pede

jo khate hai lagte hai unko thapede

jo khate hai

jo khate hai lagte hai unko thapede

ha unko thapede

kaha mano mera 

man ja bhai mitha na khana

kaha mano mera, are mere bhai

mohabbat ki khana

mohabbat ki khana, kabhi na mithai

mohabbat ki khana

mohabbat ki khana, kabhi na mithai

Explore this song