Roman script

mohabbat ki aankho se aaj pahla aansu dhalka hai

jara badlo to pahlu pyar ka paymana chalka hai

mohabbat ki aankho se aaj pahla aansu dhalka hai

jara badlo to pahlu pyar ka paymana chalka hai

karo hamko na yu ruswa sanam hum ruth jayenge

karo hamko na yu ruswa sanam hum ruth jayenge

manaoge kitna bhi tum na hargiz man payenge

na hargiz man payenge acha ji wah wah

maza hai ab to teri nak par ye gussa halka hai

jara badlo to pahlu pyar ka paymana chalka hai

mohabbat ki aankho se aaj  pahla aasu dhalka hai

jara badlo to pahlu pyar ka paymana chalka hai

bahkna yu nahi acha kahi pee to nahi aaye

bahkna yu nahi acha kahi pee to nahi aaye

teri aankhe nashili hai bina piye nasha chaye

bina piye nasha chaye sama tute to diwana kya 

apni mehfil ka hai jara badlo to pahlu pyar ka

paymana chalka hai mohabbat ki aankho se aaj 

pahla aasu dhalka hai jara badlo to pahlu pyar ka

paymana chalka hai ho paymana chalka hai

Explore this song