Roman script

koi pyar hame bhi karta hai, hum par bhi koi marta hai

hame tum kya samajhte ho

hame tum kya samajhte ho, mohabbat ke khuda hum hai

khuda hum hai, khuda khuda khuda khuda

khuda hum hai, khuda khuda khuda hum hai

phulo ki taazgi tu hai, kaliyo ki naazgi tu hai

ab teri zindgi main hai, aur meri zindgi tu hai

mohabbat ke khuda hum hai

khuda hum hai, khuda khuda khuda hum hai

koi pyar hame bhi karta hai, hum par bhi koi marta hai

aankho se pyar chalka ke ho dekha jo tune sharma ke

pahlu me tere aa baithe hum do jahan thukra ke

mohabbat ke khuda hum hai

khuda hum hai, khuda khuda khuda hum hai

koi pyar hame bhi karta hai, hum par bhi koi marta hai

hotho ke jaam apne hai, ye subaho sham apne hai

kya phul aur kya taare ye sab gulam apne hai

mohabbat ke khuda hum hai

khuda hum hai, khuda khuda khuda hum hai

koi pyar hame bhi karta hai, hum par bhi koi marta hai

hame tum kya samajhte ho

hame tum kya samajhte ho, mohabbat ke khuda hum hai

khuda hum hai, khuda khuda khuda khuda

Explore this song