Roman script

mohabbat ke dhokhe me koyi na aaye koyi na aaye
yeh ek din hasaye toh sau din rulaye sau din rulaye 

mujhe jab kisi se mohabbat nahi thi mohabbat nahi thi  
toh aankho ko rone ki aadat nahi thi aadat nahi thi  
mohabbat ne aankho se aansu bahaye aansu bahaye
mohabbat ke dhokhe me koyi na aaye koyi na aaye
yeh ek din hasaye toh sau din rulaye sau din rulaye 
mohabbat ke dhokhe me koyi na aaye koyi na aaye
mere dil ko dekho jo dhokhe me aaya dhokhe me aaya
mohabbat kaa ek git bhule se gaya bhule se gaya  
magar rat din abb kare haay-haay kare haay-haay
mohabbat ke dhokhe me koyi na aaye koyi na aaye
yeh ek din hasaye toh sau din rulaye sau din rulaye 
mohabbat ke dhokhe me koyi na aaye koyi na aaye

Song details

Song video

Watch on YouTube