Roman script

ye chadar hata bosh ukbah banegi 
ye mehsharme kudrat ka saya banegi 
jo simti gunhao ka parda banegi 
jo faili to rehmat ka darya banegi 
kya shaan tumhari allah ho, allah ho allah ho allah ho  
kya shaan tumhari allah ho, allah ho allah ho allah ho 
hai ye chadar bhari murado ki 
nek bando ke nek irado ki 
chadhane ko aaye hai mannat ki chadar 
chadhane ko aaye hai mannat ki chadar 
mohabbat ke dhage mein kaliya piro kar 
banayi hai humne hakidat ki chadar 
banayi hai humne hakidat ki chadar 
ke roje pe khwaza piya ke adab se
chadhane ko aaye hai mannat ki chadar 
chadhane ko aaye hai mannat ki chadar 
mohabbat ke dhage mein kaliya piro kar 
kya shaan tumhari allah ho, allah ho allah ho allah ho  
kya shaan tumhari allah ho, allah ho allah ho allah ho 
dekh kar gam gusar ki chadar
hind ke taajdar ki chadar
hind ke taajdar ki chadar
hoke betaab chahne wale apni aankho se chumte honge
apni aankho se chumte honge
hosh wale to kya farishte bhi arshe aazam pe jhumte honge 
arshe aazam pe jhumte honge 
ye chadar hai ushma ke nur-e-nazar ki
huyi jis par kurba jannat ki chadar
jannat ki chadar, jannat ki chadar
huyi jis par kurba jannat ki chadar
huyi jis par kurba jannat ki chadar
mohabbat ke dhage mein kaliya piro kar
banayi hai humne hakidat ki chadar 
banayi hai humne hakidat ki chadar 
ke roje pe khwaza piya ke adab se
chadhane ko aaye hai mannat ki chadar 
chadhane ko aaye hai mannat ki chadar 
mohabbat ke dhage mein kaliya piro kar 
kya shaan tumhari allah ho
kya shaan tumhari allah ho, allah ho allah ho allah ho  
kya shaan tumhari allah ho, allah ho allah ho allah ho 
laadle khwaza usmaan ali ke
dukhiyo ke data sultan ali ke
mohino din hasan khwaza
mohino din hasan khwaza
mohino din hasan khwaza
mohino din hasan khwaza
ghar andhera tha roshni kar di
god khali thi aapne bhar di 
god khali thi aapne bhar di 
mauj se aapke hazaaro hai
ye to adna sa ek karishma hai
ye to adna sa ek karishma hai
ye to adna sa ek karishma hai
aapke dar pe raat din kyari
hai jo lufto karam ka chashma hai
hai jo lufto karam ka chashma hai
hai jo lufto karam ka chashma hai
ke khush ho ke sarkaar se khud khuda ne
bichha di har ek surahmat ki chadar
mohabbat ke dhage mein kaliya piro kar
banayi hai humne hakidat ki chadar 
banayi hai humne hakidat ki chadar 
ke roje pe khwaza piya ke adab se
chadhane ko aaye hai mannat ki chadar 
chadhane ko aaye hai mannat ki chadar 
mohabbat ke dhage mein kaliya piro kar 
kya shaan tumhari allah ho, allah ho allah ho allah ho  
kya shaan tumhari allah ho, allah ho allah ho allah ho 
laadle khwaza usmaan ali ke
dukhiyo ke data sultan ali ke
kya shaan tumhari allah ho, allah ho allah ho allah ho  
kya shaan tumhari allah ho, allah ho allah ho allah ho

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Mohammed Rafi, Balbir, Jani Babu Qawwal