Roman script

mohabbat ka natiza humne duniya mein bura dekha 

jinhe dava wafa ka tha unhe bhi bewafa dekha 

bada rangeen sapna dekhna chaha tha ulfat ka 

tamanna kya thi aankho ki magar aankho mein kya dekha 

mohabbat ka natiza humne duniya mein bura dekha 

hua dhokha mukaddar par bharosa karne wale ko 

bharosa karne wale ko 

ki humne aaj tak kismat ka ulta faisla dekha 

mohabbat ka natiza humne duniya mein bura dekha 

kinara dhundhte the hum sahara le ke maujo ka  

magar maujo ne bedardi se humko dubta dekha 

mohabbat ka natiza humne duniya mein bura dekha 

jinhe dava wafa ka tha unhe bhi bewafa dekha 

mohabbat ka natiza humne duniya mein bura dekha

Explore this song