Roman script

mohabbat ho gayi hai

na tujhko pata na mujhko pata

na tujhko pata na mujhko pata

na tujhko pata na mujhko pata

mohabbat honi thi mohabbat ho gayi hai

mohabbat ho gayi hai

na teri khata na meri khata

na teri khata na meri khata

mohabbat honi thi mohabbat ho gayi hai

mohabbat ho gayi hai

ho jo dil me aayega hum wo kar jayenge

hum is jamane se darte hai kya

chahat ki raho me haske mar jayenge

hamko to hai aashiki ka nasha

na maine to ki na tune to ki

na maine to ki na tune to ki

na maine to ki na tune to ki

mohabbat honi thi mohabbat ho gayi hai

mohabbat ho gayi hai

mausam mastana hai dil bhi diwana hai

baho me aa der kis baat ki

najdik aayenge dur na jayenge

hamko kasam is mulakat ki

mai anjan tha tu thi bekhabar

mai ajnan thi tu tha bekhabar

mai anjan tha tu thi bekhabar

mohabbat honi thi mohabbat ho gayi hai

mohabbat ho gayi hai

na tujhko pata na mujhko pata

na teri khata na meri khata

mohabbat honi thi mohabbat ho gayi hai

mohabbat ho gayi hai

Explore this song