Roman script

muhabbat badhaakar judaa ho gaye

na socha na samjha khafa ho gaye

muhabbat badhaakar judaa ho gaye

na socha na samjha khafa ho gaye

wafaon ka badla sitam se diya

sitam se diya

wafaon ka badla sitam se diya

sitam se diya

ghadi bhar mein tum kya se kya ho gaye

ghadi bhar mein tum kya se kya ho gaye

muhabbat badhakar juda ho gaye

na socha na samjha khafa ho gaye

zamane mein kisko ham apna kahe

ham apnaa kahe

zamane mein kisko ham apna kahe

ham apnaa kahen

are jab tumhi bewafa ho gaye

are jab tumhi bewafa ho gaye

muhabbat badhakar juda ho gaye

na socha na samjha khafa ho gaye

Explore this song