Roman script

mohabbat mohabbat mohabbat  

mohabbat mohabbat achi chiz hai 

magar jab bukh lagti hai 

to kuch bhi kam nahi aata

sarafat ha sarafat achi chiz hai

magar jab bukh magti hai

to kuch bhi kam nahi aata

mohabbat sarafata mohabbat

rahega koi na pyasa samundar ka ye wada hai

rahega koi na pyasa samundar ka ye wada hai

jami kam hai jamane me magar pani jyada

magar jab pyas lagti hai to koi jam nahi aata

mohabbat sarafata mohabbat

nahi sab bewafa logo me thodi si wafa bhi hai

nahi sab bewafa logo me thodi si wafa bhi hai

nahi kya is dunia me dawa bhi hai dua bhi hai

magar jab dard hota hai to aram nahi aata

mohabbat ha mohabbat 

bura kya hai bhala kya hai hame sb yad tha pahle

bura kya hai bhala kya hai hame sb yad tha pahle

kasam lelo ye virana dil abad tha pahle

kise ilzam de lab kisi ka nam nahi aata

mohabbat ha mohabbat achi chiz hai

to kuch bhi kam nahi aata mohabbat sarafata mohabbat

Explore this song