Roman script

moh maya ko tyag re praani

moh maya ko tyag re praani

jeevan hai, jeevan hai 

bas bahta paani

moh maya ko tyag re praani

moh maya ko tyag re praani

jeevan hai bas bahta paani

moh maya ko tyag re praani

jal pe kaahe chitr banaye

jal pe kaahe chitr banaye

ye chhaya to hai aani jaani

moh maya ko tyag re praani

moh maya ko tyag re praani

roop ki dhoop to dhal jaayegi

roop ki dhoop to dhal jaayegi

mom ye saari pighal jaayegi

mom ye saari pighal jaayegi

sukh dukh hai, sukh dukh hai 

sab bemaani

moh maya ko tyag re praani

moh maya ko tyag re praani

ahankaar ka aanchal chhodo

ahankaar ka aanchal chhodo

joothe bandhan saare todo

joothe bandhan saare todo

kahte aaye sadaa ye gyaani

moh maya ko tyag re praani

moh maya ko tyag re praani

jeevan hai bas bahta paani

moh maya ko tyag re praani

moh maya ko tyag re praani

moh maya ko tyag re praani

Explore this song