Roman script

mitwa bhul na jana, mitwa bhul na jana 

mujhko bhul na jana maine ye wada kiya 

dharti jab tak rahegi ambar jab tak rahega 

tujhse pyar karunga, mitwa bhul na jana 

mujhko bhul na jana maine ye wada kiya

dharti jab tak rahegi ambar jab tak rahega 

tujhse pyar karunga, mitwa bhul na jana 

phul se khushbu ja sakti hai dil se pyar na jayega

jism se jaan zuda ho par hume kaun zuda kar payega

jism se jaan zuda ho par hume kaun zuda kar payega

khushbu jab tak rahegi mausam jab tak rahega

tujhse pyar karunga, mitwa bhul na jana 

ho yaad teri jab jab aati hai aankh se aansu bahte hai

in aankho ke bahte aansu har pal mujhse kahte hai

yaad teri jab jab aati hai aankh se aansu bahte hai

in aankho ke bahte aansu har pal mujhse kahte hai

in aankho ke bahte aansu har pal mujhse kahte hai

yaade jab tak rahegi aansu jab tak rahega

tujhse pyar karunga, mitwa bhul na jana 

sanse jab tak rahegi jivan jab tak rahega

tujhko milne aana hoga jab mai tujhe pukaruga

aa ja aa ja aa ja aa ja

sanse jab tak rahegi jivan jab tak rahega

tujhse pyar karunga, mitwa bhul na jana 

mujhko bhul na jana maine ye wada kiya

dharti jab tak rahegi ambar jab tak rahega 

tujhse pyar karunga, mitwa bhul na jana 

mitwa bhul na jana

Explore this song