Roman script

mind ki goti jaam hai

fatein me atki tang hai

by god tu karde abke beda par

mind ki goti jaam hain

are fatein mein atki tang hai

by god bacha le please ab ki baar

jaam hai

life saali khel kabbadi

jab dekho utare chaddi

jeevan ka ho kya re chakka jaam

do chullu bhar mein dubi naiyya

lo kismat ki ho gayi bahiyya

ma* dil kar gaya kaisa kand

zara kameena zara hatela

danka jan jan bada jhamela

kaun dhakele kiska thela

mind ki goti jaam hain

are fatein mein atki taang hai

by god tu karde abke beda par

mind ki goti jaam hai

are fatein me atki taang hai

by god bacha le please ab ki baar

afra tafri laagi jab se ye morning jaagi

bina ticket aa jaye sapno ki barbadi

wo man ka khulla market

ye payrited maal hi baiche 

ghabrahat mein dil ka canvas

lakshman rekha khinche

jaane kyun dil sala

yun gend sa kude

dil ka ye panchhi

umeed ka address dhunde

mind ki goti jaam hai

asli nakli yahan hai farzi

dil hi jaane dil ki marzi

kar deta hai kyun jeena haraam 

zor lagake bole hayiya 

chalti gaadi nikla paiyya

thoke taali karke kaam tamam

zara kameena zara hatela

danka jan jan bada jhamela

kaun thakele kiska thela

mind ki goti jaam hai

are fatein me atki tang hai

by god tu karde abke beda paar

mind ki goti jaam hai

are fatein me atki taang hai

by god bacha le please ab ki baar

Explore this song