Roman script

milakar judaa hue to na soyaa karege ham

milakar judaa hue to na soyaa karege ham

ek dusare ki yaad me royaa karege ham

milakar judaa hue to 

aansu chhalak chhalak ke sataaege raat bhar

aansu chhalak chhalak ke sataaege raat bhar

moti palak palak me piroyaa karege ham

milakar judaa hue to 

jab duriyo ki yaad jab duriyo ki yaad 

dilo ko jalayegi

jab duriyo ki yaad dilo ko jalayegi

jismo ko chandani me bhigoya karege ham

ek dusare ki yaad me royaa karege ham

milakar judaa hue to 

agar de gayaa dagaa tufaan bhi qatil

saahil pe kashtiyo ko duboyaa karege ham

ek dusare ki yaad me royaa karege ham

milakar judaa hue to na soyaa karege ham

ek dusare ki yaad me royaa karege ham

milakar judaa hue to

Explore this song