Roman script

mili mujhe aasha ki naiya 

mili mujhe aasha ki naiya 

manwa mera dol raha 

ho manwa mera dol raha 

mitha mitha bol raha 

main paar hui tufano se 

mari haar jeet se badal gayi 

bachte bachte chattano se 

main beech bhanwar se nikal gayi 

mere naino me chhaye ujiyare 

mere man me samaye sukh sare 

mile mile taro ki chhaiya 

mile mile taro ki chhaiya 

manwa mera dol raha 

ho manwa mera dol raha 

mitha mitha bol raha 

chupke chupke chhupke chhupke 

ummid ki duniya badal gayi 

main jaan gayi, pahchan gayi 

meri kismat ab to sambhal gayi 

ho gaye dur ab andhiyare 

main laau gagno ke tare 

bana mera tufaan khivaiya 

bana mera tufaan khivaiya 

manwa mera dol raha 

ho manwa mera dol raha 

mitha mitha bol raha

Explore this song