Roman script

mili khaak me mohabbat jala dil ka aashiyana

jo thi aaj tak hakikat wahi ban gayi fasana

ye bahaar kaisi aayi jo fiza bhi saath layi

main kaha rahu chaman me mera lut gaya thikana

mili khaak me mohabbat jala dil ka aashiyana

mujhe raasta dikhakar mere kaarava ko luta

idhar aa gale laga lu tujhe gardish-e-zamana

mili khaak me mohabbat jala dil ka aashiyana

jo thi aaj tak hakikat wahi ban gayi fasana

mili khaak me mohabbat

Explore this song