Roman script

mili hawaon mein udne ki wo saza yaaro 

mili hawaon mein udne ki wo saza yaaro

ke main jameen ke rishton se kat gaya yaaro 

mili hawaon mein udne ki wo saza yaaro

wo bekhayal musafir main rasta yaaro

wo bekhayal musafir main rasta yaaro

kaha tha bas mein mere usko rokna yaaro 

kaha tha bas mein mere usko rokna yaaro

kaha tha bas mein mere usko rokna yaaro

mere kalam par zamane ki gard aisi thi 

mere kalam par zamane ki gard aisi thi

ke apne baare mein kuch bhi na likh saka yaaro 

ke apne baare mein kuch bhi na likh saka yaaro

ke main jameen ke rishton se kat gaya yaaro 

mili hawaon mein udne ki wo saza yaaro

tamaam shehar hi jiski talash me gum tha

tamaam shehar hi jiski talash me gum tha

main uske ghar ka pata kisse puchhta yaaro 

main uske ghar ka pata kisse puchhta yaaro 

ke main jameen ke rishton se kat gaya yaaro 

mili hawaon mein udne ki wo saza yaaro

Explore this song