Roman script

mili hawao me udne ki wo saza yaaro 

mili hawao me udne ki wo saza yaaro 

ke main zamin ke rishto se kat gaya yaaro 

mili hawao me udne ki wo saza yaaro 

wo bekhayal musafir main raasta yaaro 

wo bekhayal musafir main raasta yaaro 

kahan tha bas me mere usko rokna yaaro 

kahan tha bas me mere usko rokna yaaro 

kahan tha bas me mere usko rokna yaaro 

mere kalam pe zamane ki gard aisi thi 

mere kalam pe zamane ki gard aisi thi 

ke apne bare main na kuch bhi likh saka yaaro 

ke apne bare main na kuch bhi likh saka yaaro 

ke main zamin ke rishto se kat gaya yaaro 

mili hawao me udne ki wo saza yaaro 

tamaam shehar hi jiski talash me gum tha 

tamaam shehar hi jiski talash me gum tha 

main uske ghar ka pata kis se puchhta yaaro

main uske ghar ka pata kis se puchhta yaaro

ke main zamin ke rishto se kat gaya yaaro 

mili hawao me udne ki wo saza yaaro

Explore this song