Roman script

mile ho tum to humsafar 

bichhad ke udaas mat karna

mile ho tum toh humsafar 

bichhad ke udaas mat karna

dil diya hai tumhen

dil diya hai tumhen

durr iss dil naa rehna

na na na nana na na na nana 

na na na nana na re na re

mile ho tum to humsafar 

bichhad ke udaas mat karna

dil diya hai tumhen dil diya hai tumhen

durr iss dil naa rehna

na na na nana na na na nana 

na na na nana na re na re

mile ho tum toh humsafar 

maine kaha socha tha dil yeh machal jaayega

teri adaa ka jaadu mujhpe yun chal jaayega

lamha badal jaayega tujhmein yun dhal jaayega

dil diya hai tumhen dil diya hai tumhen

durr iss dil naa rehna

na na na nana na na na nana 

na na na nana na re na re

mile ho tum toh humsafar 

mere hasin khwabon ki manzil teri raahon mein

mujhko to ab rehna hai bas teri nigaahon mein

tera hi tasabbur hai meri in duaaon mein

dil diya hai tumhen dil diya hai tumhen

durr is dil na rehna

na na na nana na na na nana 

na na na nana na re na re

mile ho tum toh humsafar 

bichhad ke udaas mat karna

Explore this song