Roman script

milte hi unpe dil aa gaya

tire nazar se ghayal hua

milte hi unpe dil aa gaya

tire nazar se ghayal hua

main diwana main diwana

diwana diwana hua milte hi unpe dil

aa gaya tire nazar se ghayal hua

unka chand aisa mukhada kya

kehna unke mathe ki bindiya kya kehna

unka chand asa mukhada kya

kehna unke mathe ki bindiya kya kehna

unki katil adaye kya kehna

unki mast nigahe kya kehna

jab wo aa gaye to nur aa gaya

na jaane ye mujhko kya ho gaya

main diwana main diwana

diwana diwana hua milte hi unpe dil

aa gaya tire nazar se ghayal huaz

unki chal wo sau sau balkhaye

unki julfo se badal sharmaye

wo hontho pe aise muskuraye

wo tarsaye dil ko tadpaye

wo jhonka hawa ka mastana

unki aankhe chhalakta paimana

main diwana main diwana

diwana diwana huaa

milte hi unpe dil aa gaya

tire nazar se ghayal hua

main diwana main diwana

diwana diwana hua

Explore this song