Roman script

aaye toh kaise aaye

majbur kar diya hai

duniya ne do dilo ko

fir dur kar diya hai

mil jaye tumse aake

sahara nahi koi

mil jaye tumse aake

sahara nahi koi

itne bade jahan me

itne bade jahan me

hamara nahi koi

mil jaye tumse aake

sahara nahi koi

hasrat bhari hai najare

arman bhari hai rahe

hasrat bhari hai najare

arman bhari hai rahe

aa jao kah rahi hai

tumse meri nigahe

aa jao kah rahi hai

tumse meri nigahe

pyara pyara lage jo tumse

najara nahi koi

mil jaye tumse aake

sahara nahi koi

sajan sajan hame tum apne

dil se bhula na dena

sajan hame tum apne

dil se bhula na dena

aankho me rehne wale 

ulfat mita na dena

tum dekh jao aa ke

sahara nahi koi

itne bade jahan me

itne bade jahan me

hamara nahi koi

mil jaye tumse aake

sahara nahi koi

Explore this song