Roman script

meri zindagi mujhpe roye roye meri zindagi mujhpe roye roye

meri zindagi mujhpe roye roye mai kam kisi ke na aa saka

mai kam kisi ke na aa saka mai pyar kisi ka na pa saka 

koi aise umar na khoye meri zindagi mujhpe roye roye

jo karz liya hai sanso ka wo karz chuka na paya

jo karz liya hai sanso ka wo karz chuka na paya

baki raha har karz mera koi farz nibha na paya

ab waqt kaha kuch kar saku ab waqt kaha kuch kar saku 

koi zakham kisi ka bhar saku ab pachhtaye kya hoye 

meri zindagi mujhpe roye roye

kuch bhi na kamaya jivan me maine sab kuch hi gavaya

kuch bhi na kamaya jivan me maine sab kuch hi gavaya

jisne dikhlai duniya mujhe us ma ka dil bhi dukhaya

jispe ho gunaho ke saye 

jispe ho gunaho ke saye wo chain kaha se paye

dariya bhi ye dag na dhoye meri zindagi mujhpe roye roye

mai kam kisi ke na aa saka mai pyar kisi ka na pa saka 

koi aise umar na khoye meri zindagi mujhpe roye roye roye

Explore this song