Roman script

meri tanhaiyon me tumhara hi naam hai

tumne suna kya bas tumko dekhna

mujhko pasand hai ye tumko hai pata kya

ye lamhe ba-khabar hain humari chahaton se

aur mujhko khumaar hai bas

tumhare deedar ka tumhare deedar ka 

tumhare deedar ka tumhare deedar ka

aa titliyon se ye lamhein saware 

yadon ki dibiya mein inko utare

aa titliyon se ye lamhein saware 

yadon ki dibiya mein inko utare

fursat mein baithe hum dono chalte waha

ho subah ka na shab ka nisa

meri angdaaiyon mein tumhara hi naam hai

tumne suna kya bas tumko dekhna

mujhko pasand hai ye tumko hai pata kya

befikri hi ho ek sang humare

duniya ki na ho haan parwah jahan pe

aise hi sapne dekhe dil bezuban

sajde mein tere ho hai ye dua

meri parchaiyon mein tumhara hi naam hai

tumne suna kya bas tumko dekhna

mujhko pasand hai ye tumko hai pata kya

Explore this song