Roman script

meri sanso me garmi mere andar shola hai 
meri ankho me dekho jalta aag ka gola hai 
mai hu mai hu barood barood 
meri sanso me garmi mere andar shola hai 
meri ankho me dekho jalta aag ka gola hai 
mai hu mai hu barood barood 
mere to charche hai shahro me galiyo me 
kata hu lekin mai rahta hu kaliyo me 
meri nigaho se bach ke koi na jane payega 
aisa nahi koi mahfil me jo mere samne aayega 
ja dewani ja dewani ja dewani ja dewani ja ja 
meri sanso me garmi mere andar shola hai 
meri ankho me dekho jalta aag ka gola hai 
mai hu mai hu barood barood 
tikhi hai nazuk hai dekho kya ladki hai 
gusse me pagal hai jane kyu bhadki hai 
ese tujhe na jane dunga tera gurur mai todunga 
sangdil mere kadmo me tujhko jhuka ke chodunga 
paas aaja paas aaja paas aaja paas aaja aa aa 
meri sanso me garmi mere andar shola hai 
meri ankho me dekho jalta aag ka gola hai 
mai hu mai hu barood barood

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Akshay Kumar, Raveena Tandon