Roman script

meri saheliya byahi gayi sari meri saheliya byahi gayi sari 
haye mai rah gayi kuwari haye haye rama
haye mai rah gayi kuwari meri saheliya byahi gayi sari 
meri saheliya byahi gayi sari haye mai rah gayi kuwari 
haye haye rama haye mai rah gayi kuwari
pichhle bras gayi kamla ki doli abke sarita balma ki hoyi 
pichhle bras gayi kamla ki doli abke sarita balma ki hoyi 
na jane aayegi kab meri bari haye mai rah gayi kuwari
haye haye rama haye mai rah gayi kuwari
meri saheliya byahi gayi sari haye mai rah gayi kuwari
lot ke mayke aaye jo sakhiya mujhko sunaye balma ki batiya
lot ke mayke aaye jo sakhiya mujhko sunaye balma ki batiya
chal jaye mere dil pe ktare haye mai rah gayi kuwari
haye haye rama haye mai rah gayi kuwari
meri saheliya byahi gayi sari haye mai rah gayi kuwari 
hone lagi thi meri sgayi banthan ke samne sajna ke aayi 
hone lagi thi meri sgayi banthan ke samne sajna ke aayi 
gora si chandan ladki hai kali haye mai rah gayi kuwari
haye haye rama haye mai rah gayi kuwari

Song details

Song video

Watch on YouTube