Roman script

meri nazar ke saamane, mera jahaan jal gaya 

mere liye to ye jameen aur aasmaan jal gaya 

meri nazar ke saamane 

na ghar raha na dar raha 

na koi aasraa raha 

na ghar raha na dar raha 

na koi aasraa raha 

jis aastaa pe hum gaye, wo aastaan jal gaye

meri nazar ke saamane, mera jahaan jal gaya 

mere liye to ye jameen aur aasmaan jal gaya 

meri nazar ke saamane 

naseeb ne jalaa diyaa, mere umeed ka chaman

mere umeed ka chaman 

meri ummedo hasrato ka karawaa jal gaya 

mere liye to ye jameen aur aasmaan jal gaya 

meri nazar ke saamane

meri nazar ke saamane, mera jahaan jal gaya 

mere liye to ye jameen aur aasmaan jal gaya 

meri nazar ke saamane

Explore this song